Ek vichaar!
sochti huin raat din yeh
likhduin kyon na kagaj pey
agar kal ka bhee aaj ho jaaye
agar suraj nikle aur na chuup paaye
agar aandhi kabhi na ruk paaye
toh yeh zindagi shayad zindagi
na reh jaaye
es niyati kei hum deewane hain
yuinhi chupchaap jale jaate hain
kayamat hogi agar jab bhee
shayad tamasha hum bhee dekh paaye
kaun milta hai kise, kaun kiska hai
bekaar kei aihsaas sei vishwas uth jaaye
ruhi
Labels: Hindi Gazal, Hindi Shayari, Hindi SMS, Shayari, SMS Shayari
