Hindi Shayari

22 February 2008

Mohabat Karnay Walay

"Mohabat Karnay Walay"

Mohabat karnay walay sona hai
aankhoon main taray liya phirtay hain
or cheray pe quos-o-qusa k
rang bhi saray liya phirtay hain
haan baat hai sari kismet ki
warna apni bhi khohish thi
k taray dastaras main hotay
rang dhanak k bas main hotay
-----------

FAyyaz RAsool

Labels: , ,

Subscribe to Hindi Shayari

 
Google