Hindi Shayari : कविता, गीत, शेर-शायरी, और गाने

04 March 2008

Hindi Shayari

Door rehaneka gila mat karo,
Pass rehne se koi rishta khaas nahi hota.
Aap dil ke kareeb hain itne ,
Ki duriyo ka ehasaas nahi hota.

Ek pal ka ehassas bankar aate ho tum,
Dusre hi pal khusboo ki tarah ud jate ho tum,
Jaante ho daar lgata hai tanhayion se hume,
Firr bhi tanha chod jate ho tum.

Khwabone palko par aana chod diya,
Hasine hoto par thirakana chod diya,
Aab to nahi aati hichakiya bhi,
Shayad aap ne yaad karna chod diya

Labels:


 
Google