Eid Mubarak SMS
Sunhari dhoop barsaat ke baad.
Tohri si hasi har baat ke baad.
Ussi tarhan yeh eid bhi mubarak ho,
Peechli eid ke baad..
Eid mubarak ho aapko,
Dher sari tarif aur khusiya mile aapko,
But, jab eidi mile aapko to please?.
Aap yaad karna sirf humko .
Sada haste raho jaise haste hain phool,
Duniya ki sare gham tumeh jaye bhool,
Charo taraf phalao khushion ka geet,
Eisi ummid ka sath Yaar tumhe?MUBARAK ho EID
Dastoor hai duniya ka magar
Yeh to batao hum kisse mile
Kisse kahein eid mubarak,
Miss you on eid day.
Eid ka chand mushkil se dikhta hai.
Lailla ko majnu mushkil se milta hai.
Hum to sms bhejte rehte hai par
Aajkal aapka sms mushkill se milta hai ..
Suraj ki kirne, taaron ki bahaar?
Chand ki chandni, apno ka pyaar?
Har ghadi ho khushaal?
ussi tarhan Mubarak ho aapko Eid ka yeh tyohaar!
Suba jab bhi nikaar dekna
Sham jab bhi bahar dekna
Raat ko tanhai me
Tare jab b her baar dekna
Pyar ko sada abaad rakna
Pyar ko Eid k lamhon me yaad rakna ..
Eid leka aate hai dher sare khusiya,
Eid mita deta hai insan mai duriya,
Eid hai khuda ka ek nayam tabarok
Eisi liye kahte hai sab EID MUBARAK.
Sada haste raho jaise haste hain phool,
Duniya ki sare gham tumeh jaye bhool,
Charo taraf phalao khushion ka geet,
Eisi ummid ka sath Yaar tumhe...MUBARAK ho EID .
Aaj Khuda ki hum par ho Meharbani,
Karde maf hum logo ki sare Naformani,
Eid Ka din aj aao milka kare yahi wada,
Khuda ka hi raho mai hum chalange sada.
Sare Musalman ko EID MUBARAK.
Labels: Eid Mubarak Shayari, Eid Mubarak SMS
