Sad Hindi Shayari
Rat kat ti rahi chand dhalta raha,
Aatish-e-hijer mein koi jalta raha,
Ghar ki tanhaiyan dil ku dasti hain,
Koi bechain karwat badalta raha,
Aass-o-ummeed ki shamma roshan rahi,
Ghar ki dehleez ku koi dekhta raha,
Labels: Dard Shayari, Sad Shayari
