Ajnabi
Bana ajnabi mera humsafar
Or nazar bacha k guzar gaya
Main tha raston say bay khabar
Or usay manzilon ka shaor tha
Na thi or koi bhi ranjishain
Sirf adaton main tazad tha
K usay pasand thi shokhiyan
Or mujhay saadgi say pyar tha
Labels: Shayari
