Sad Shayari
Aansu saza ke palkon ke kinare nahi peeta
Teri kasam tere gam ke sahare nahi peeta
Peeta hoon isliye maut behoshi me ho
Verna me kisi shauk ke mare nahi peeta
Labels: Sad Shayari, Sad SMS
Aansu saza ke palkon ke kinare nahi peeta
Teri kasam tere gam ke sahare nahi peeta
Peeta hoon isliye maut behoshi me ho
Verna me kisi shauk ke mare nahi peeta
Labels: Sad Shayari, Sad SMS
Tum lout aao na dekho chand nikla hay
Sitare jagmagate hain
Hamari muntezir aankheen
Duayeen mangeti aankheen
Tumain hi sochti aankheen
Tumain hi dhundhti aankheen
Tumain wapas bulati hain
Yeh dil jab bhi dharakta hay
Tumara naam leta hay
Yeh aansu jab bhi bahte hain
Tumare hi dukh main bahte hain
Barish jab bhi hoti hay
Tumain hi yaad karte hain
Khushi koy aye bhi
Tumare bin adhuri hay
Suno tum lout aao na
Suno tum lout aao na
Labels: Dard Shayari, Sad SMS
Labels: Dard Shayari, Dard SMS Sad Shayari, Sad SMS